Yaad Aa Raha Hain Song Lyrics from Golmaal 3

by bollywood on May 17, 2011

Song Details:-
Song Name: Yaad Aa Raha Hain
Film/Album: Golmaal 3
Singer(s): Sudesh Bhosle
Music Director: Pritam
Lyricist: Kumaar
Length: 4:27
Music Label: T-Series

Lyrics of Yaad Aa Raha Hain Song

Yaad aa raha hai, tera pyaar

Yaad aa raha hai, tera pyaar
Kahan hum kahan tum
Hue tum kahan gum
Aa bhi ja aa bhi ja ek baar
Yaad aa raha hai, tera pyaar
Kahan hum kahan tum
Hue tum kahan gum
Aa bhi ja aa bhi ja ek baar
Yaad aa raha hai, tera pyaar

Aye dil, main wahi tu wahi
Wahi hain yeh duniya ke mele
Bicchde woh din, jaane kahan

Roothey, sab yahan jaane kahan
Reh gaye hum toh akele
Awaaz de kisko yahan
Yaad aa raha hai, tera pyaar

Vaada, vaada raha saathi mere tere liye gaata chala jaaun
Tum mera dil, tum meri jaan

Jeena, jeena mere jeena yehi tere liye zindagi lutaun
Tu jo nahi, kya hai yahan

Yaad aa raha hai, tera pyaar
Kahan hum kahan tum
Hue tum kahan gum
Aa bhi ja aa bhi ja ek baar
Yaad aa raha hai, tera pyaar

Top Bollywood Search :

Related posts:

  1. Teri Yaad Aayi Song Lyrics from Do Dilon Ke Khel Mein
  2. Desi Kali Song Lyrics from Golmaal 3
  3. Disco Dancer Song Lyrics from Golmaal 3
  4. Ale Song Lyrics from Golmaal 3
  5. Apna Har Din Song Lyrics from Golmaal 3

Leave a Comment

Previous post:

Next post: